Monday, October 6, 2008

Rock On

Song :: Rock on, Yeh hai waqt ka ishara

Actors : Farhan Akhtar, Prachi Desai, Arjun Rampal, Purab Kohli, Luke Kenny
Music Director : Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Singers : Farhaan Akhtar
Lyricist : Javed Akhta

Dil kya kehta hai mera kya main bataoon
tum ye samjhoge shayad main pagal hoon
dil kya kehta hai mera kya main bataoon
tum ye samjhoge shayad main pagal hoon
dil karta hai TV tower pe main chadd jaoon
chilla chilla ke main ye sab se keh doon
rock on hai ye waqt ka ishaara
rock on har lamha pukara
rock on yun hi dekhta hai kya tu
rock on zindagi milegi na dobara

dil karta hoon sadko pe zor se gaoon
sab
apne ghar ki khidki khole
phir main aise joshile geet sunaoon
mere geeton ko sun ke sab ye bole
rock on hai ye waqt ka ishaara
rock on har lamha pukara
rock on yun hi dekhta hai kya tu
rock on zindagi milegi na dobara

jaise jeene ko dil chaahe jee waise tu
meri to hai bas ye rai ki apne jitne
bhi armaan hain poore kar le tu
rock on hai ye waqt ka ishaara
rock on har lamha pukara
rock on yun hi dekhta hai kya tu
rock on zindagi milegi na dobara
rock on hai ye waqt ka ishaara
rock on har lamha pukara
rock on yun hi dekhta hai kya tu
rock on zindagi milegi na dobara

********************************************************

Song :: Fir dekhiye

Actors : Farhan Akhtar, Prachi Desai, Arjun Rampal, Purab Kohli, Luke Kenny
Music Director : Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Singers : Caralisa Monteiro
Lyricist : Javed Akhtar

Aankhon mein jiske
Koi to khwaab hai
Khush hai wohi jo
Thoda betaab hai
Zindagi mein koi aarzoo ke jiyein
Phir dekhiye……
Hothon pe jiske
Koi to geet hai
Wo haare bhi to
Uski hi jeet hai
Dil mein jo geet hai
Gun guna lee jiye
Phir dekhiye…..

Yaadon mein jiski kisi ka naam hai
Sapno ke jaisi uski har shaam hai
Koi to ho jis se
apne dil dijiye
Phir dekhiye….

Khwaab buniye zara
Geet suniye zara
Phool chuniye zara
Phir dekhiye….

**************************************************************

Song :: Tum ho to gata hai dil

Movie : Rock On
Actors : Farhan Akhtar, Prachi Desai,
Arjun Rampal, Purab Kohli, Luke Kenny
Music Director : Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Singers : Farhan Akhtar
Lyricist : Javed Akhtar

Tum ho to gaata hai dil
tum nahi to geet kahaan
tum ho to hai sab haasil
tum nahi to kya hai yahaan
tum ho to hai sapno ke jaisa haseen ek samaa
jo tum ho ye lagta hai ke mil gayi har khushi
jo tum na ho ye lagta hai ke har khushi mein hai kami
tumko hai maangti ye zindagi….
ho ho ho ho ho…..
ho ho ho ho ho…..
ho ho ho ho ho…..

tum ho to raahein bhi hain
tum nahi to raaste kahaan
tum ho to yahaan sabhi hai
tum nahi to kaun yahaan
tum ho to hai har ek pal meharbaan
ye jahaan………..

jo tum ho hawaa mein bhi mohabbton ka rang hai
jo tum na ho to phir koi na josh na umang hai
tum mili to mili ye zindagi……
ho ho ho ho ho…..
ho ho ho ho ho…..




Friday, August 22, 2008

Jaane Tu Ya Jaane Na


Song :: Pappu Can't Dance.

Actors : Imraan Khan and Genelia D’ Souza
Music Director : A. R. Rehmaan
Singers : Anupama, Benny Dayal, Blazee, Tanvi, Darshana, Satish Subramanium and Aslam

Tirkit tana tirkit tana teeri tana let’s dance
Tirkit tana tirkit tana teeri tana let’s dance

Hai muscular, hai popular, hai muscular, hai popular, spectacular, he is a bachelor
Paapu ki gaadi tez hai, Pappu kudiyon mein craze hai
Pappu ki aankhen light blue, pappu dikhta angrez hai
Rado ki ghadi haathon mein perfume gucci wala

But Pappu can’t dance saala, Pappu can’t dance saala
Pappu naach nahi sakta
Tirkit tana tirkit tana teeri tana let’s dance
Tirkit tana tirkit tana teeri tana let’s dance

Paida Pappu hua to kismatein chamki
Aur uske muh mein thi chandi ki chamchi
Hey hey hey Pappu ke paas hai paisa
Hey ye.. ye.. haathon ke mail ke jaisa
Hey hey hey Pappu yaaron ka yaar hai
Hey ye.. ye.. Pappu hot hai and smart hai
But Pappu can’t dance saala, Pappu can’t dance saala
Pappu naach nahi sakta

Tirkit tana tirkit tana teeri tana let’s dance
Tirkit tana tirkit tana teeri tana let’s dance

Papa kehte hain bada naam karega, mera Pappu to aisa kaam karega
Hey hey hey Pappu ke paas hai P.A.
Hey ye..ye.. karta hai France mein holiday
Hey hey hey Pappu guitar bajata hai
Hey ye.. ye.. jahan jaata hai chhaa jaata hai
But Pappu can’t dance saala
Tirkit tana tirkit tana teeri tana let’s dance
Tirkit tana tirkit tana teeri tana let’s dance

But Pappu can’t dance saala, Pappu naach nahi sakta
Tirkit tana tirkit tana teeri tana let’s dance
Tirkit tana tirkit tana teeri tana let’s dance
Pappu naach nahi sakta
Tirkit tana tirkit tana teeri tana let’s dance

********************************************


Tuesday, August 19, 2008

Lyrics from the film :: Bachna Ae Hasino

Song :: Bachna Ae Hasino

Actors : Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Bipasha Basu and Minissha Lamba
Music Director : Vishal Dadlani and Shekhar Ravjiani
Singers : Kishore Kumar, Sumit Kumar, Vishal Dadlani

Yeah baby when u see me coming yeah
yeah u better run for cover yeah
coz u know when i find u yeah
yeah m gonna be ur lover
yeah baby when u see me coming yeah
yeah u better run for cover yeah
coz u know when i find u yeah
yeah m gonna be ur lover

tujhse log kahenge na kar pyaar mujhe
main to laakh bura hoon
neendein chura loon hosh uda doon
main to baahon mein le kar
raah bhula doon baat bana doon
chaahe jahaan dil ko chhupa
baaton hi baaton mein
do mulaqaaton mein le loon
bachna ae haseeno lo main aa gaya
hey bachna ae haseeno lo main aa gaya
husn ka aashiq husn ka dushman
apni ada hai yaaron se juda
hey ho…..bachna ae haseeno lo main aa gaya
hey bachna ae haseeno lo main aa gaya
hey hey hey hey
yeah baby when u see me coming yeah
yeah u better run for cover yeah
coz u know when i find u yeah
yeah m gonna be ur lover
yeah baby when u see me coming yeah
yeah u better run for cover yeah
coz u know when i find u yeah
yeah m gonna be ur lover

hey tujhko zamaane ke aage main chedunga na choddunga
aankein churayegi bhi to milaoonga
ja ja kya bahaane banayegi dekhunga dil phekunga
jhoote moote waade suna ke phasaaunga
husn ka aashiq husn ka dushman
apni ada hai yaaron se juda
hey ho…..bachna ae haseeno lo main aa gaya
hey bachna ae haseeno lo main aa gaya
husn ka aashiq husn ka dushman
apni ada hai yaaron se juda
bachna ae haseeno lo main aa gaya
yeah baby when u see me coming yeah
yeah u better run for cover yeah
coz u know when i find u yeah
yeah m gonna be ur lover
yeah baby when u see me coming yeah
yeah u better run for cover yeah
coz u know when i find u yeah
yeah m gonna be ur lover

************************************************

Song :: Aahista Aahista
Actors : Ranbir Kapoor, Katrina Kaif, Deepika Padukone, Bipasha Basu and Minissha Lamba
Music Director : Vishal Dadlani and Shekhar Ravjiani
Singers : Lucky Ali and Shreya Ghoshal

Aahista aahista mujhe yakeen ho gaya
aahista aahista ye dil yahin kho gaya
yun gira gira hai chaand ya teri hai roshni
yun udi udi si hai zameen aahista ho…
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….

dekh loon ye khwaab main
ke raaton mein tu aa ke ye kahega
ke tu ji rahi hai meri zindagi
sochi kya baat hai
ye aankhon se tu dheere se sunega
kyun na rok loon main ye din yahin
kisi se bhi na kahenge hum na
yahi pe kho jayenge
yun gira gira hai chaand ya teri hai roshni
yun udi udi si hai zameen aahista ho…
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….

mujhse ek pal mila
ye lamhe saare sabse chhupa lo
teri jo kahani suna chala
aur us pal mein hi
tum aa ke muhje apna bana lo
mujhko mera har ek kal mila
phoolon ka hum naa lenge bichauna
khwaabon mein kho jayenge
yun gira gira hai chaand ya teri hai roshni
yun udi udi si hai zameen aahista ho…
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….

aahista aahista mujhe yakeen ho gaya
aahista aahista ye dil yahin kho gaya
yun gira gira hai chaand ya teri hai roshni
yun udi udi si hai zameen aahista ho…
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….