Thursday, February 12, 2009

Songs of Ghajini


Song :: Tu Meri Adhoori Pyaas Pyaas

Movie : Ghajini
Actors : Aamir Khan, Asin, Jiah Khan
Music Director : A R Rahman
Singers : Javed Ali & Sonu Nigam
Lyricist : Prasoon Joshi

Tu meri adhoori pyaas pyaas
Tu aa gayi mann ko raas raas
Ab to..

Tu meri adhoori pyaas pyaas
Tu aa gayi mann ko raas raas
Ab to tu aaja paas paas
Hai guzaarish..

Hai haal to dil ka tang tang
Tu rang ja mere rang rang
Bas chalna mere sang sang
Hai guzaarish..

Keh de tu haan to zindagi
Chaino se chhoot ke hasegi
Moti honge moti raahon mein
Ye ye ye ye..

Tu meri adhoori pyaas pyaas
Tu aa gayi mann ko raas raas
Ab to tu aaja paas paas
Hai guzaarish..

Sheeshe ke khwaab leke
Raaton mein chal raha hun
Takra na jaun kahin

Aasha ki lau hai roshan
Phir bhi toofan ka dar hai
Lau bujh na jaaye kahin

Bas ek haan ki guzaarish
Phir hogi khushiyon ki baarish

Tu meri adhoori pyaas pyaas
Tu aa gayi mann ko raas raas
Ab to tu aaja paas paas
Hai guzaarish..

Hmm hmm..
Ho ho..

Chanda hai aasman hai
Aur badal bhi ghane hain
Ye chanda chhup jaaye na

Tanhaayi das rahi hai
Aur dhadkan badh rahi hai
Ek pal bhi chain aaye na

Kaisi ajab dastaan hai
Bechainiyaan bas yahan hain ho

Tu meri adhoori pyaas pyaas
Tu aa gayi mann ko raas raas
Ab to tu aaja paas paas
Hai guzaarish..

Hai haal to dil ka tang tang
Tu rang ja mere rang rang
Bas chalna mere sang sang
Hai guzaarish..

Keh de tu haan to zindagi
Chaino se chhoot ke hasegi
Moti honge moti raahon mein
Ye ye ye ye..

Tu meri adhoori pyaas pyaas
Hmm..

Songs of Chandni Chowk to China

Song :: From Chandni Chowk to China

Actors : Akshay Kumar, Deepika Padukone, Ranvir Shorey, Mithun Chakraborty
Music Director : Shankar Mahadevan, Loy Mendonca, Ehsaan Noorani

Singers : Neeraj Shridhar, Anushka Manchanda & Shankar Mahadevan
Lyricist : Rajat Arora

From chandni chowk to china
Jaane kaun hoon samajh aaye na
From chandni chowk to china
Jaane kaun hoon samajh aaye na

Ho shakal se dekho
Main seedha sadha
Ho sab kehte hain
Main hoon raja nahi
Ab main pyada

Chandni chowk to china
Jaane kaun hoon samajh aaye na
From chandni chowk to china
Dekha kabhi hai tune aaina

Ho shakal se lagta
Hai bilkul joker
Akal se zero
Tu gir jayega jo lagegi thokar

Ho jhol hai saara jhol hai ye pyare
Jhol hai saara jhol hai ye pyare
Ho chhori ne jo chheda hai chhora
Ho sapna kaise
Dekho apna chhodke ye hai daura

Yeah !
From chandani chowk to china
Dekha kabhi hai tune aaina

Kudiye gal tu samajh le
Panga tu zara kam le
Zabardast main hoon mast
Mujhe mat tu sata

Sun kudi main ladaki
Mujhse darte khaadi khaki
Mere lat mein hai vat
chheh foot jal jaaye

Ho imli jaisi
Tu khatti meethi
Hmm main hoon bijli
Pal mein kar dungi ab teri chhutti

Ho jhol hai saara jhol hai ye pyare
Jhol hai saara jhol hai ye pyare
Ho teri masti hai kardi khasti
Are kahan se aayi
Khud ko jaane kya hai ye samajhti

Ho jaan de jaan de hamare jalwe
Sab kuchh mutthi mein hum kar le
Har ladki ye ho ya ho
Koi made in china
Jalna hai jise humse jale
Are chale chale chale chale
Hum to chale
Mere peechhe chandni chowk hai
Aage mera china china town
China town
Lets go down china town

Ho jhol nahi jhol nahi pyare
Jhol nahi hai jhol nahi pyare

Are wo jo sir par
Are fikar tu mat kar
Ab uske bal per
Raja ban jayega ab ye joker

From chandni chowk to china
Haiya..
Jaane kaun hoon samajh aaye na

**********************************************************************************

Song :: Naam Hai Siddhu Siddhu

Bhai wah
wah bhai wah
Bade bade bade bade
Bade bade bade bade
wah bahi wah
Bade bade bade bade

O sapne dekhe bade bade
Bada na kuchh bhi karna pade
O sapne dekhe bade bade
Bada na kuchh bhi karna pade

Bujhi bujhi si rangat jiski
Udi udi khsuhbu

S i d d h u

Naam hai sidhu sidhu sidhu
Naam hai sidhu sidhu sidhu
Naam hai sidhu
Naam hai sidhu sidhu sidhu
ho ho..
ho ho..

Bhai wah
wah bhai wah

Khushiyaan khushiyaan
Khushiyaan khushiyaan
Khushiyon ko bhi muh latkake
Baant raha hai
aa aa..
ho..
Khushiyon ko bhi muh latkake
Baant raha hai
O maar ke maan ko pyaaz tamatar
Kaat raha hai

Pal mein banna bada chahta hai
sa ni dha ni dha ma ga ma pa
Par bade kaam se bhaagta hai
Pa sa ni dha ni dha ma ga ma pa

Chandi chowk ka hai ladka
Lagaye tadke pe tadka
Chandi chowk ka hai ladka
Lagaye tadke pe tadka

Gali gali har nukkad uske
Charche hain har soo
S i d h u

Naam hai sidhu sidhu sidhu
Naam hai sidhu sidhu sidhu
Naam hai sidhu
Naam hai sidhu sidhu sidhu

Bade bade bade bade
Bade bade bade bade

aa aa aa aa…
Dag mag dag mag kadamo
Waala sambhal gaya
Dag mag dag mag kadamo
Waala sambhal gaya
Ho raat ka chanda din ka suraj badal gaya
Ab wahi hai magar doosra sa
Pa sa ni dha ni dha ma ga ma pa
Aasmaan hai naya saanwla sa
Pa sa ni dha ni dha ma ga ma pa

O banke nikla hai baazigar
Kaaptein hain dushman thar thar
banke nikla hai baazigar
Kaaptein hain dushman thar thar
Dil ka raja josh ka cheetah
Himmat ka jaadu
S i d h u

Naam hai sidhu sidhu sidhu
Naam hai sidhu sidhu sidhu
Naam hai sidhu
Naam hai sidhu sidhu sidhu

Bade bade bade bade
Bade bade bade bade
O sapne dekhe bade bade
kaam bhi kiye hain bade bade
Dilli ki galiyon ka pattha
Cheen mein hai khataroo
S i d h u

Naam hai sidhu sidhu sidhu
Naam hai sidhu sidhu sidhu
Naam hai S i d h u

Monday, October 6, 2008

Rock On

Song :: Rock on, Yeh hai waqt ka ishara

Actors : Farhan Akhtar, Prachi Desai, Arjun Rampal, Purab Kohli, Luke Kenny
Music Director : Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Singers : Farhaan Akhtar
Lyricist : Javed Akhta

Dil kya kehta hai mera kya main bataoon
tum ye samjhoge shayad main pagal hoon
dil kya kehta hai mera kya main bataoon
tum ye samjhoge shayad main pagal hoon
dil karta hai TV tower pe main chadd jaoon
chilla chilla ke main ye sab se keh doon
rock on hai ye waqt ka ishaara
rock on har lamha pukara
rock on yun hi dekhta hai kya tu
rock on zindagi milegi na dobara

dil karta hoon sadko pe zor se gaoon
sab
apne ghar ki khidki khole
phir main aise joshile geet sunaoon
mere geeton ko sun ke sab ye bole
rock on hai ye waqt ka ishaara
rock on har lamha pukara
rock on yun hi dekhta hai kya tu
rock on zindagi milegi na dobara

jaise jeene ko dil chaahe jee waise tu
meri to hai bas ye rai ki apne jitne
bhi armaan hain poore kar le tu
rock on hai ye waqt ka ishaara
rock on har lamha pukara
rock on yun hi dekhta hai kya tu
rock on zindagi milegi na dobara
rock on hai ye waqt ka ishaara
rock on har lamha pukara
rock on yun hi dekhta hai kya tu
rock on zindagi milegi na dobara

********************************************************

Song :: Fir dekhiye

Actors : Farhan Akhtar, Prachi Desai, Arjun Rampal, Purab Kohli, Luke Kenny
Music Director : Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Singers : Caralisa Monteiro
Lyricist : Javed Akhtar

Aankhon mein jiske
Koi to khwaab hai
Khush hai wohi jo
Thoda betaab hai
Zindagi mein koi aarzoo ke jiyein
Phir dekhiye……
Hothon pe jiske
Koi to geet hai
Wo haare bhi to
Uski hi jeet hai
Dil mein jo geet hai
Gun guna lee jiye
Phir dekhiye…..

Yaadon mein jiski kisi ka naam hai
Sapno ke jaisi uski har shaam hai
Koi to ho jis se
apne dil dijiye
Phir dekhiye….

Khwaab buniye zara
Geet suniye zara
Phool chuniye zara
Phir dekhiye….

**************************************************************

Song :: Tum ho to gata hai dil

Movie : Rock On
Actors : Farhan Akhtar, Prachi Desai,
Arjun Rampal, Purab Kohli, Luke Kenny
Music Director : Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Singers : Farhan Akhtar
Lyricist : Javed Akhtar

Tum ho to gaata hai dil
tum nahi to geet kahaan
tum ho to hai sab haasil
tum nahi to kya hai yahaan
tum ho to hai sapno ke jaisa haseen ek samaa
jo tum ho ye lagta hai ke mil gayi har khushi
jo tum na ho ye lagta hai ke har khushi mein hai kami
tumko hai maangti ye zindagi….
ho ho ho ho ho…..
ho ho ho ho ho…..
ho ho ho ho ho…..

tum ho to raahein bhi hain
tum nahi to raaste kahaan
tum ho to yahaan sabhi hai
tum nahi to kaun yahaan
tum ho to hai har ek pal meharbaan
ye jahaan………..

jo tum ho hawaa mein bhi mohabbton ka rang hai
jo tum na ho to phir koi na josh na umang hai
tum mili to mili ye zindagi……
ho ho ho ho ho…..
ho ho ho ho ho…..